Zain K.
Bhai mera withdrawal nahi aa raha is…
Bhai mera withdrawal nahi aa raha is masale ka Hal kar de please jab bhi main bhi travel request bhejne lagta Hun to yah kahta hai ki aapke Palace mein itne paise hai hi nahi jab ke mere balance mein itne paise hote hain meherbani Karke aap is masale ka Hal kar den



